- Aaj mai kuchh soch rahi thi..tanya home work me lgi thi ..boli kitna achchha hai dadi ma aapko padhna nahi padta hai, comp. pr kam karti hain koi rokta nhi hai, kahi stage pr jakr jakhn jakhn takhn takhn bol deti hai, wah wahi lut leti hai, bouquet leti hain, muskurate hue sab ko dekh dekh pranam karti hain, idhr samman udhar samman, hawai jahaj se udati rahti hai...kitna achchha life apka hai....mai bhi nhi padhungi. apki hi tarah banugi......\\ sara din meri acting karti rahti hai. ek pal bhi meri palkon ko nm nhi dekhna chahti hai.....
maine hans kar kaha beta, mujhe bhi bahut bahut padhna parha hai, tum to 6th me ho pr mujhe 19-20 class tk padhna parha hai tab aaj ...........to aap ab meri umr ki bn jaiye mai school nhi jaungi..aap jao....sochne lgi ye bachche jiwan ko kitne halke se lete hain, baad me inhe kin kin raston se chalne parhte hain .....hansi aa gayi..
mnn me aaya aap sab se bhi share karun..........
Set apart from this world full of strife, I have another world of mine where I am Shefali , a young girl full of love n life . Sometimes I feel the real world is too cruel n unjust for me , so I prefer to live in my own world filled with love n affection . Mai chhipana janta to jag mujhe sadhu samjhta Shatru aaj bn gaya chhal rahit vywhaar mera ....
Saturday, June 30, 2012
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
आपका यूँ शेयर करना अच्छा लगा.
ReplyDeleteबच्चों की प्यारी निश्छल बातें
मन मोह लेटी हैं.
soory लेटी को लेतीं पढियेगा.
ReplyDeleteसमय मिलने पर मेरे ब्लॉग पर आईएगा,Shefali जी
achchha lga RK ...
ReplyDeleteApki baten bhi dil ko chhu leti hai.....
बच्चों का मन निश्छल होता है। तभी जो आता कह देते हैं।
ReplyDelete